Home › Guides › Weight Loss

Wazan kam karne ki 5 aam ghaltiyan

Pehli ghalti khana chhor dena hai. Nashta skip karne se agle waqt zyada khaya jata hai aur din bhar ka total wahi ka wahi reh jata hai.

Doosri ghalti peene wali cheezon ko nazar andaz karna hai: meethi chai, colddrink aur packet juice. Teesri ghalti sirf walk pe bharosa karna hai, jab ke asal farq khane se aata hai. Chauthi ghalti har roz taraazu pe kharre hona hai.

Paanchwi ghalti jaldi ka chakkar hai. Wazan kam karna aahista chalne wala kaam hai, aur jo aahista hota hai wahi tikta hai.

Slim Maximal
Slim Maximal
Starting PKR 2,699 · Cash on Delivery

This information is general health guidance, not a substitute for medical advice. If you have a medical condition or take any medicine, please talk to your doctor first.